शनिवार, 25 जून 2016

FB LIKE KESE BDHAYE

Dosto main ashok apne is Article Ko phir se update kar raha hu kyu Djliker Apps update ho jane se usme kuch change ho gya hai. Jise mai apne is Article me Samjhne ki kosis karunga.
Aap to jante hai facebook par hamesa kuch na kuch naya hota rahta hai, isse pahle mai Facebook se jude kuch trick bata chukka hu, To aaj is post me batane wala hu O hai Facebook par apne Photo, Status par Auto like aur Comment kaise kare, Jaise ki aap hamesa Facebook par photo, status update karte hai aur chahte hai kaise zayada se zayada like mile. Is trick se aap apne Photo par ek bar me 200 Like aur ek baar me 10 Comment kar sakte hai, To chaliye jante hai ki Facebook Par Auto Like aur Comment Kaise karte hai.

Note :--- Ye Sirf Android Mobile Aur Tablate Ke liye Hai





Mp3 Song Me Apna Photo Kaise Lagaye
Apne Android Phone Par Notification Kaise Band Kare

Facebook Par Auto Like, Comment Kaise Karte Hai

Step 1 :----
Sabse pahle aap Niche diye gye Download par click karke DjLiker Apps ko Download kar ke Install kare.



Stap 2 :----
Install  karne ke baad isse Open karke Apna Facebook account Login kare, Login hone ke baad Success hoga. Aur ek page open hoga. Jisme aap waha par diye gye below number ko type karne ke baad me Submit par click kare. Aur 10 second tak wait kare.


Internet Explorer Me Website Kaise Block Kare
Computer Me Pattern Lock Kaise Lagaye

Stap 3 :----
Ab ek new page open hoga. Agar aapko kisi Post ya Photo par like karna ho to Use Auto Like par click karke auto like kar sakte hai. Aur agar Comment karna ho to Use Auto Comment par click karke Auto comment kar sakte hai. To ham yaha Photo par Auto like karne ke bare me jange isliye Use Auto Like par click kare.





Stap 4:----
Jaise hi Use Auto like par click karnge to ek new page open hoga jisme aapko Post aur Photo par like karne ke bare me puchega jisme se aapko Photo par click karna hai.


Computer Ka Login Background Kaise Change Karte Hai
Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai
Stap 5 :----

Uske baad ek new page open hoga jisme aapko Profile pic par like karna ho to Profile Photo par click kare. Ya phir Upload kisi aur pic par like karna ho to Mobile Upload par click kare, mai yaha Profile photo par click karna hai.



Stap 6 :----
Jaise hi profile photo par click karte hai to aapka sabhi profile pic ki list open ho jati hai aur aapko jis photo par Auto like karna hota hai uske samne pahle select kare ki kitna like karna hai. Aap ek baar me 20 se 200 like kar sakte hai. 200 select karne ke baad Submit par click kar dete hai.


Windows 7 Ke Start Button Ka Icon Change Kaise Karte Hai
Computer Ke Folder Ka Background Colour Change Kaise

Submit karne ke baad kuch second Redirecting hoga aur phir facebook login page open ho jayega. ab aapke photo par like ho gya hoga.

Note :--- Isse Trick ko ek baar try karne ke baad Dubara 15 min.. ke baad use kar sakte hai. Is traha se se aapne Apne Photo par Unlimited like aur Comment kar sakte hai.

To Dosto ye Trick aapko kaisa laga hame Comment kar ke bateye aur aapko like karne me koi problem hota hai to bhi comment karke hame bataye. Aur issi traha ki new Trick ki update pane ke liye aap hamare Facebook Group se jude aur Facebook Page like karna na bhule. Aur ye trick aapko pasand aaye to apne Dosto ke sath share karna na bhule.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें